Kitna bebas hai insan kismat ke aage,
kitne dur hai sapne haqiqat ke aage,
koi ruki hui dhadkan se pooche,
kitna tadapta hai dil waqt ke aage
woh na aaye
Woh na aaye unki yaad aakar wafa kar gayi,
unse milne ki tammana sukun tabah kar gayi,
aahat hui socha asar dua kar gayi,
darwaja khola to dekha mazak humse hawa kar gayi...
come on
guys let me see some replies.................

Comment